Sunday, June 29, 2014
Thanks
Har us rooh ka
Jo jindgi ki rah mein juda
Shukriya Shukriya Shukriya
Kabhi bhool hui
Kabhi samajhdari hui
Anginat kadam jo aage bade
Unse Haquiqat ki pehchaan bani
Hum to anjaan the jab aaye the is jahan mein
Inhi roohon ki badaulat humse hamari pehchan bani
Shukriya uska bhi jisne Haan kaha
Shukriya uska bhi jisne naa kaha
Kyunki jab haan kaha to haunsle ka ahsaas hua
Aur jab naa suna to haunsla khudbakhud hua
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
# GeometryinRelationships कोई भी रिश्ता एक पॉइंट(point), लाइन सेगमेंट(line segment), रे(ray) या लाइन(line) की तरह होता है। हम सब इस दुनिय...
-
सुबह की चाय पीते हुए एक ख़याल आया। उसे नाम दिया... रोबोट के दिल की बात एक रोबोट अपने दोस्त के साथ रेस्टोरेंट में बैठा था उसने वेटर को आर्...
-
God is kind enough to give what is good Whatever we do not have is not suitable I am sure something better is there for surprise Enjoy what...
No comments:
Post a Comment